INTRODUCTION :
Mid Day Meal (PM Poshan Yojana) :
Mid day meal scheme Central Government dwara Chalai Gai Ek scheme hai Jiske dwara school mein padh Rahe bacchon ko Poshak Bhoja khane ke liye Diya jata hai. yah scheme Kafi Salon Se Hamare Desh Mein chal rahi hai aur is scheme Ko Har state ke Sarkari schoolon mein chalaya ja raha hai kis scheme ke tahat har roj karoro bacchon ko school mein bhojan karaya jata hai.
Mid Day Meal Yojana kya hai :
Sarkar ki or se Sarkari schoolon mein Sabhi bacchon Ko madhyanh bhojan Diya Jata Hai Taki schoolo mein bacche rojana Aaye Aur unhen paryapt poshan Milta Rahe iske liye Sarkar ne MDM Yojana ki shuruaat ki hai is Yojana ke tahat Sarkar bacchon ko Shiksha ke sath hi Swasth aur poshit banana chahti hai
Mid day meal scheme ko 15 agaust 1995 ko start kiya gya tha. Aur sabse pahle es scheme ko 2000 se adhik block k schoolo me laagu kiya gya. En blocko me scheme k safal hone k baad 2004 me pure desh k sarkari schoolo me lagu kiya gya.
PM POSHAN SCHEME :
Desh Bhar Mein Sarkari aur sahayata prapt schoolon Mein Kendra Sarkar ki aur se Chalai ja rahi rashtriy madhyanh bhojan Yojana ka naam Badal Diya gaya hai ab yah pm poshan Yojana ke naam se pahchani Jayegi Kendriya Mantrimandal Ne Budhwar ko Pradhanmantri Narendra Modi ki adhyakshata Mein Ek baithak mein ise Lekar Apne Manjuri dekh hai maujuda mid De mil Yojana Desh Ke Sarkari aur sahayata prapt schoolon Mein chhatron ko garm bhojan pradan karti hai ab iska naam pm poshan shak Nirman kar diya gaya hai iske sath hi is Yojana ko 2021 22 se a 2025 26 Tak 5 Sal Tak Jari rakhne ke liye kul 1.3 lakh karod rupaye ka budget aavantit Kiya gaya hai
Kya hai PM POSHAN YOJANA:
Chandra cabinet name Pradhanmantri poshan Yojana ko Manjuri Di Hai Iske tahat Desh Ke Kareeb 11 5 lakh Sarkari aur Sar Sarkari schoolon mein chalne wali MDM Yojana ka Roop badal gaya hai Sarkar ka Kahana hai ki yah Si Yojana ke antargat kareeb 11.8 0 Karun bacchon Ko Sidha Labh Hoga Khaas Baat yah hai ki is bar is Yojana mein tithi bhojan ko bhi Shamil Kiya Gaya Hai Jiske tahat Samudayik Taur per bhi Logon Ko bhojan ke liye vyavastha karne Di Jayegi
Chandra ki hi Yojana Sal 2021 22 se 2026 Tak Lagu Rahegi Jiske tahat aathvin class Tak ke bacchon ko dopahar ka bhojan Diya jaega Puri Yojana ka Arthik Bharat Kundra Ho Raja ke sarkaron per Padega halaki Kendra Sarkar ration ka kharcha Khud Hi Nahin karegi Yojana ke tahat Waqt Waqt per audit khane ki jaanch alag alag karykram ko Shamil Kiya jaega
Pre school me bhi
Yojana ka vistar hoga .
Sarkar ne a bataya ki is Yojana ko Prathmik kaksha ke sabhi 11.8 Karun bacchon ke alava purv Prathmik yah Bal Vatika Mein padhne wale chhatron Tak vistarit karne ka prastav hi filhal yah Chhatra Yojana ka Paisa Nahin Hai Uske alava Sarkar chhatron ko Prakriti Aur bagvani Ke Sath pratyaksh Cristiano ke Vikas ko badhava de ki Pradhanmantri Narendra Modi Ne cabinet ke Faisla ke bad ek sweet mein kaha kuposhan ke Khatre se nipatne ke liye ham har Sambhav Kam Karne Ko Pratibandh Hain pm poshan Yojana ko Lekar Kendriya Mantri Mandal Ka Nirman hai bahut hi aur aur ise Bharat ke yuvaon Ko fayda Hoga
Sabhi Jilo me hoga social Audit : shiksha mantri Dharmendra Pradhan Ne Kaha Ki Rajya Sarkar Se aagrah Kiya Gaya Hai Ki Rasoi khana pakane wale Sahayak aaun ka mandey DDT ke Madhyam se Diya Jaaye Iske alava bacchon ko bhi dbt ke Madhyam se Rashi uplabdh Kare Jaaye adhikariyon ne bataya ki sarkar Ne Yojana ke tahat bacchon ke khane ke menu ko tane nahin kiya hai aur uska Faisla Raja Sarkari Hain Karenge Sarkar Ne Sabhi jilon Mein Yojana ka social audit kar diya hai Yojana ke tahat sthaniya star per uh uh uplabdhi samagri Aur sabjiyon Ke Aadhar per vishisht Sanskrit Bhasha se Jude Khan Pal aur Ne menu ko badhava dene ko bhi jodne ko kaha Gaya Hai Sarkar Ne Kaha Hai Ki are Kanchi jilon aur anaemia se grasit jilon mein bacchon ko purak poshan Aahar samagri uplabdh karane ke liye vishesh pravdhan Kiya gaya hai
Mantralay:
Mid day meal yojana kendra k Human Resource Development Ministry dwara chalayi jati hai .
Mid Day Meal ko lekar kisi prakar ki dhandhali na ho eske liye bahut saari kameti bnayi gyi hai.
1. Nation level committee.
2. State level Committee.
3. District Level Committe.
4. Block level Committe.
5. Local committee.
Conclusion :
1 . Mid day meal yojana me khana rasoyi ghr me bnna chahiye .Kisi bhi school me khana khule me nhi bnega .
2 . Rsoyighar hmesha classroom se alg hona chahiye.
3. Khana bnane wale indhan ko hamesh surkshit sathan pr rkha jana chahiye .
4. Khana banane me istemaal hone wali chije uchch quality ki honi chahiye .